Kya kerun iss dil ke aage chalti nai meri...
Bin apke ab zindagi aage barti nai meri..
Bas yuhin... Waqt apke intezaar mein nikal jata hai..
Jab aap samne aate hain.. Toh bas takrar mein nikal jata hai
Mazboor hun hi ek din jana hai.. Usse soch ke dur rahoon...
Yeh na koi bahana hai..
Do pal hi apke sath bethna chahta hun..
Na aur kuch b jyaada mangta hun...
Hathon ko hath mein liye..
Iss dil ki khawish batlna chahta hun...
Tez sansien... Aur dhakan.. Ko rk lena chahta hun...
Jab milte hain toh waqt ko jaldi hoti hai...
Jab intezaar kerun toh iss bhi behoshi hoti hai.
Aur kaise ab aap ko samjhaun..
Roz milna kitna zaruri hai kaise batlaun..
Aaj toh na milna ki than li hai apne....
Iss dil ko na kehne ki aadat bana li hai apne

Comments
Post a Comment